Pages

Friday, December 16, 2011

"Mitwa" from Kabhi Alvida Na Kehna

Jaaniye heeriye
Jaaniye heeriye
Mere mann ye bata de tu
Kis or chala hai tu
Kya paya nahi tune
Kya dhundh raha hai tu
Jo hai ankahee jo hai ansuni
Woh baat kya hai bata
Mitwa kahe dhadkan hai tujhse pyar
Mitwa yeh khudse toh na tu chhupa

Mere mann ye bata de tu
Kis or chala hai tu
Kya paya nahi tune
Kya dhundh raha hai tu
Jo hai ankahee jo hai ansuni
Woh baat kya hai bata
Mitwa kahe dhadkan hain tujhse pyar
Mitwa yeh khudse toh na tu chhupa

Jeevan dagar mein prem nagar mein 
Aaya nazar mein jab se koi hain
Tu sochta hain tu puchata hain
Jiski kami thi kya yeh wohi hain
Haa yeh wohi hain 
Tu ek pyasa aur yeh nadi hain
Kaahe nahi isko tu khulke bataye
Jo hai ankahee jo hai ansuni
Woh baat kya hai bata
Mitwa kahe dhadkan hai tujhse pyar
Mitwa yeh khudse toh na tu chhupa

Teri nigaahen 
Par tu yeh soche jaaun na jaaun
Yeh zindagi jo hai naachti toh
Kyon bediyon mein hai tere paanv
Preet ki dhun par naach le paagal
Udta agar hai udne de aanchal
Kaahe koi apne ko aaise tarsaaye
Jo hai ankahee jo hai ansuni
Woh baat kya hai bata
Mitwa kahe dhadkan hai tujhse pyar
Mitwa yeh khudse toh na tu chhupa
Mere mann ye bata de tu
Kis or chala hai tu
Kya paya nahi tune
Kya dhundh raha hai tu
Mitwa...




No comments:

Post a Comment