Pages

Tuesday, November 22, 2011

Kurbaan Hua - Lyrics!


Kurbaan hua
Teri tishnagi mein yun
Kurbaan hua
Teri aashiqui mein yun
Bekhudi mein bekali mein
Bekasi mein hua
Tujhko har duaa di, aur dagaa bhi
Aur fanaa hua
Kurbaan huaaaaa…
Kurbaan hua ha haaannnaaa..
Ada pe…wafa pe….jafa pe
Kurbaan huaaaa
Kurbaan hua ha haaannnaaa…
Ru-ba-ru hai tu magar
Tanha hai yeh jahaan
Jal uthe meri kufr se
Saanson ka yeh samaan
Ooooo…
Kya hua
Pal mein jaane kho gaya kyon
Tu mila aur judaa imaan hua yun
Bekhudi mein bekali mein
Bekasi mein hua
Tujhko har duaa di, aur dagaa bhi
Aur fanaa hua
Kurbaan huaaaaa…
Kurbaan hua ha haaannnaaa..
Ada pe…wafa pe….jafa pe
Kurbaan huaaaa
Kurbaan hua ha haaannnaaa…
Marne ka sabab
Maangta raha dar-ba-dar
Mitne ko toh dil
Pal mein raazi hua
Poori hui har aarzoo
Har daastaan meri
Ke tum shuru hue jahan
Main khatam hua
Kurbaan huaaaaa…
Kurbaan hua ha haaannnaaa..
Ada pe…wafa pe….jafa pe
Kurbaan huaaaa
Kurbaan hua ha haaannnaaa…

No comments:

Post a Comment